www.lawyerguruji.com
Hello Friends,
Aaj is post mein aap sabhi ko Bank loan se jude aap ke un adhikaro ke bare mein batane ja raha hu, jinki janakri har us vyakti ko honi chahiye jo bank se loan lene ja raha hai ya jisne bank se loan le liya hai aur time par us loan ki bharpai / adayegi nahi kar paa raha hai.
To jis bank se apne loan liya hai wah bank aapse apni marji se aapke sath kuch nahi kar sakti hai.
Bank ke pass apna pura adhikar hai, ki wah logo ko loan de sakta hai, to uski recovery bhi karne ka pura adhikar hai.
Jab bank loan deti hai uska bhi pura process follow karti hai, ussi prakar jab bank ko loan ki recovery karne ke liye bhi ek process ko follow karna hota hai.
To chaliye jante hai Yadi aapne bank se Loan liya hai aur time par Loan pay nahi kar pa rahe hai, to aise mein apke pass kya adhikar (Right) hai.
Kyoki hum aap sabhi logo ko apni is puri life mein kabhi na kabhi loan ki jarurat hoti hai, aur uske liy hum loan ke liye bank mein apply bhi karte hai, bank apni formalities puri karti hai fir loan ka approval karti hai.
Loan kya hota hai ?
Bank Loan wah loan hota hai jiske liye hum ap sabhi bank mein apply karte hai, bank dwara humse loan lene ki wajah puchi jaati hai, aur bank ke dwara loan approval ke liye mangi gayi jankari aur document ke aadhar par bank loan ka approval karti hai.
Loan kab liya jata hai ?
Loan bank se kisi bhi vyakti ke dwara liya ja saka hai, lekin us vyakti ko bank ki loan Term & Condition ko pura karna hota hai. Har vyakti ki apni- pani alag -alag jarurat hoti hai, ussi ke aadhar par har vyakti bank se loan leta hai.
- Personal Loan.
- Business Loan.
- Home Loan.
- Education Loan.
- Gold Loan.
- Property Loan.
- Vehicle Loan.
Jante hai Bank Loan time par na chuka pane par Aapke pass kya adhikar hai ?
1. Notice ka adhikar ( Right to Notice)
Yadi aapne bank se Loan liya hai aur time par us loan ki adayegi nahi kar paa rahe hai, to aise mein bank us Loan ki recovery ke liye aapke dwara apki property par apna adhikar lene se pahle bank apni process ko follow karta hai aur aapko kuch time deta hai ki is time period ke bhitar aapne jo bank se loan liya tha uski recovery kar de.
( SARFESI)- Securitization and Reconstruction of Financial Assets and Enforcement of Security Interest Act , is adhiniyam ke tahat har bank wale apne loan ki recovery ki process karte hai.Agar karjdar ke account ko ( NOP) Non Performing Assest mein daal diyagya hai aur karjdar ke dwara 90 dino ke bhitar mein loan ada nahi kiya jata hai, to aise mein Bank ke dwara 60 dino ki Notice di jaati hai us vyakti ko jo karjdar hai.
Yadi in 60 dino ki Notice ke bhitar karjdar bank loan ki adayegi nahi kar pata hai , to aise mein bank ko yah pura adhikar hai ki wah karjdar ki property ki nilami kra kar bank ka loan amount recover kar sake.Bank dwara jab nilami ke process ko shuru karta haito ussay pahle bank 30 dino ki public notice deta hai. Is notice mein bank nilami ke bare mein batata hai.
2.Sune jane ka adhikar (Right to Hearing)
Jab karjdar bank ke loan ko time par ada nahi kar pata hai, to usko ek notice di jati hai ki wah 60 dino ke bhitar loan ko ada kar de. Notice period ke time karjdar Authorize Officer ke samne pani baat ko rakh sakta hai. karjdar dwara yah objection kiya ja sakta hai, ki bank uski property ko jabt na kare. 7 dino ke bhitar officer ko is objection par apna jawab dena hota hai. Yadi officer ke dwara karjdar ke is objection ko kharij kar diya jata hai, to aise mein us officer ko iska aadhaar bhi batana hoga.
3. Manviya vyavahaar ka adhikar ( Right to human behavior).
Har bank ka apna ek recovery agent hota hai, jo ki bank loan ki karjdar se recovery karte hai.Yah asha ki jaati hai ki ye agent karjdar se accha vyavahar karenge. Bank agent ke bad behavior ke kai mamle samne aye aur RBI ne bank ke is behavior par action liya.
- Agent karjdar se uske sthan me milega.
- Yadi karjdar ka nischit stah nahi hai, to aise mein agent karjdar ke nivas stah ya karya-sthal mein khud ja kar milega.
- Agent karjdar ki nijta ki respect aur accha vyavahaar karega.
- Agent karjdar ko kewal Morning mein 7 baje se lekar evening 7 baje tak hi call kar sakta hai.
- Agent karjdar aur uske parivar walo par koi julm nahi karega, na hi kisi prakar ki koi dhamki dega, aur na hi apmaan karega.
4. Uchit mulya ka adhikar (Right to fair value).
Yadi aapne bank se loan liya hai aur time par aap bank loan nahi ada kar par rahe hai, to bank aapko 60 dino ki ek notice deti hai ki 60 dino ke bhitar aapne jo loan bank se liya hai usko ada kare. YAdi aap in 60 dino ke bhitar bhi bank laon ada nahi kar pa rahe hai to, bank apki property ki nilami ke process ko shuru karti hai.
Lekin bank jab aisa karti hai, to issay pahle wah karjdar ko ek notice deti hai.Is notice mein bank karjdar ko uski property ki uchit mulyankan ke bare mein batata hai. Bank ke Valuer dwara decide ki gyi Amount, Reserve price, Nilami ki date aur time ke bare karjdar ko jankari deta hai.
Yadi karjdar ko yah lagta hai ki uski property ka amount bank ke valuer dwara uchit nahi decide kiya gya hai, to aise mein karjdar objection kar sakta hai.
5. Property ki nilami ke baad baaki amount ka adhikar .(
Jab karjdar banki ke dwara notice diye jan ke baad bank loan ada nahi kar pata hai to aise mein us karjdar ki property ki nilami kar ke bank apne loan ki recovery karta hai. Agar property ki nilami ka amount loan aur nilami ke process par hone wale kharche se jada hota hai, to baaki ke amount par us karjdar ka adhikar hota hai.
Jaise maan lijiye bank ka aap par total 50,0000 rs ka bakaya hai. Nilami aur other process mein 10,0000 rs ka kharch hota hai.dono ko milakar 51,0000 rs hota hai. Agar property 60, 0000 lakh mein bikti hai, to aise mein baaki ka amount 9,00,000 lakh karjdar ko wapas kiya jayega.
Thanks for coming regularly on my blog and giving a time for reading article.
ReplyDeleteThat's really awesome blog because i found there lot of valuable Information. as we provide Unsecured Business Loan Company in Singapore at affordable prices. for more info visit our website.
ReplyDeleteAwesome post! This is helpful post. This article is clear and with lots of useful information. we provide Online Working Capital Loan in Singapore at cheap interest rate. for more info visit our website.
ReplyDeleteExcellent blog! I found it while surfing around on Google. Content of this page is unique as well as well researched. Appreciate it. payday loans online
ReplyDeleteThe primary function of these banks consists of offering financial services and advice to individuals as well as corporate houses. Such kinds of banks function like a type of intermediary between the consumers of the securities and the issuers of the capital. make money
ReplyDeleteI wanted to thank you for this excellent read!! I definitely loved every little bit of it. I have you bookmarked your site to check out the new stuff you post. https://nationalpaydayloanrelief.com/
ReplyDeleteGotten on your home, a Bad Credit Personal Loan can give you the opportunity, for instance, to do the home enhancements or purchase the new vehicle you truly needed. gold loan
ReplyDeleteOn that website page, you'll see your description, why not read through this. franki kancelaria
ReplyDeleteA fast Internet look for "credit fix administration" yields 13 million outcomes. It is a major business! Yet, what precisely does a credit fix administration do? The cases can appear unrealistic.strong credit repair near me
ReplyDeletecredit repair find me
A fast Internet look for "credit fix administration" yields 13 million outcomes. It is a major business! Yet, what precisely does a credit fix administration do? The cases can appear unrealistic.Read More Here
ReplyDeleteCredit repair
Since 2006, the amount of Payday Loans authorised has increased fourfold in Britain; despite the wide spread stigma and wariness that is whispered against them. Their detractors consider them risky and a trick, while their backers see them as fulfilling a gap in the market for those who fail to establish better lines of credit. Whichever camp you belong to, you cannot deny they split people down the middle and cause hullabaloo whenever they are mentioned. payday loan consolidation
ReplyDeleteAPR is an Annual Percentage Rate, and as such is calculated over a whole year (365 days). However, a payday loan is taken usually only over a number of days or weeks. national payday loan relief
ReplyDeleteWelcome to the party of my life here you will learn everything about me. bad credit business loan
ReplyDeleteSince, the pace of dispossessions is expanding, regular, the central government, congress and the president have supported and marked another bill which will permit property holders to exploit a new "FHA - Hope for Homeowners Program" intended to save in excess of 400,000 property holders from abandonment. This program will go "live" on October first, 2008.mortgages for over 75s
ReplyDeleteThank you for sharing such valuable and helpful information and knowledge. This can give us more insights! Keep it up. I would love to see your next update.
ReplyDeletehome mortgage lenders
There are different ways to apply for a bank loan. Often it is the TYPE of loan you are applying for that determines the approach. For example, if you are applying for a car loan you may be filling out the application at the auto dealership. bank loan
ReplyDeleteVery nice blog and articles. I am realy very happy to visit your blog. Now I am found which I actually want. I check your blog everyday and try to learn something from your blog. Thank you and waiting for your new post. Slideshare download
ReplyDeleteLooking for a vehicle credit may not be all around as much tomfoolery as looking for the vehicle,Exponent
ReplyDeleteThere are different category inPersonal Loan like home loan, Gold loan etc. In this blog they have explained about personal loan incase you do not pay the loan at the given time then you have the five rights which you can take benefit of it.
ReplyDeleteHello! I appreciate the efforts which you have put into this post. This post provides a good idea and is useful post to increase our knowledge. Thanks for sharing such content here. If you want to know more about loans against gold click on it.
ReplyDeletem ye janan chati hu sir ki ager loan jia farm k naam se liya jata hai to kya bas vhi farm ki nilami ki jati hai ya fir dusri farm ko bhi nilam liya jata hai jiska phle farm se koi lena dena nhi hai one more question ager kisi se loan lerker dusre ko diya hai or us dusre bande ko kist ki payment krni hai lekin vo nhi krta hai to kya fir loan lerk dene vale ko law defence kr skta hai kuki loan dene vale ne apne bhai ki help k liya diya hai to uss bande per kya charges lane chaye kya laon dene vale ko defence milega sir
ReplyDelete