lawyerguruji

Aap sabhi ko Traffic Rule ke bare mein jankari (information) honi chahiye- Everyone need to know these Traffic Rules

www.lawyerguruji.com

Hello friends,
Aaj is post mein aap sabhi ko Traffic Rules ke bare mein batane ja raha hu, jo ki har vyakti ko malum hone chahiye, kyoki agr aap Traffic Rules ke bare mein jankari rakhte hai, to aap Traffic aur Road mein safe rahenge.
Kyoki lagbhag kai logo ko Traffic Rules ke bare mein jankari nahi hoti hai, to in logo ke jankari ke abhav mein ye khud  ke sath sath dusro ko bhi harm pahuchate hai.

 ( Everyone need to know these Traffic Rules)

To, chaliye aaj hum jante hai,

Traffic Rules for Citizens Safety.

1.  Traffic Rules ko folow kare aur Bike drive karte time helmet pahane aur Car drive karte time seat belt jarur lagaye.

2. Car ya Bike ko turn karte time horn jarur bajaye aur night mein dipper ka istemal (use) jarur kare.

3. Aap sabhi ko apni Bike or Car ki light, Horn, Tire ke bolt, Tire ki air, aur jaruri part ki regular checking karte rahe, aur jarurat hone damage part ko turant change karva le.

4. Busy road  or Traffic Free road par Bike or Car race competition kabhi na kare, isse aapki or aapke nearby vyaktiyo (person) bhi safe rahenge.

5. Jab tak agle  vahan (vehicle) se signal na mile tab us vahan (vehicle) ko overtake na kare.

6. Railway crossing ka gate band (close) ho jane par crossing ko cross karne ki kosis ( attempt) na kare, ya aapke protection ke liye hai.

7.  Paidal yatri ( Pedestrain) zebra line ke dwara hi road cross kare.

8. Vehicle driver or uske sath side ki seat wale ko bhi seat belt lagani chahiye ye jaruri hai.

9. Vehicle drive karte time driver apne hath (hand) ko vehicle se bahar (outside) na nikale, kyoki hath bahar nikalne se dusre vehicle driver ko doubt ho jata hai, jiske kaarn se accident hone ka chance jada ho jata hai.

10. Jab bhi vehicle drive kare to is baat ka jarur dhyan rakhe ki aapke vehicle or dusri vehicle ke beech mein 100 m ya 100 m se jada ka distance maintain rakhe.

11. Alcohol pikar kabhi bhi vehicle drive na kare, kyoki alcohol pine ke baad aap us condition mein nahi hote hai, ki aap vehicle right direction mein drive kar rahe ya nahi.

12. Hospital or School ke pass horn ka istemal na kare or vehicle slow speed mein drive kare.

13. Manav rahit crossing (Unmanned crossing) ko cross karte time crossing ke both side ko acche se dekh le ki koi train to nahi aa rahi hai, tab hi paar kare.

14.  Car or Bike ke pollution ka regular checkup karwate rahe.

15. Jab bhi aap Car ya Bike drive kare to fast speed mien vehicle drive na kare vehicle hamesa slow speed mein drive kare, taki vehicle aapke control mein rahe.
16.

No comments:

lawyer guruji ब्लॉग में आने के लिए और यहाँ पर दिए गए लेख को पढ़ने के लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद, यदि आपके मन किसी भी प्रकार उचित सवाल है जिसका आप जवाब जानना चाह रहे है, तो यह आप कमेंट बॉक्स में लिख कर पूछ सकते है।

नोट:- लिंक, यूआरएल और आदि साझा करने के लिए ही टिप्पणी न करें।

Powered by Blogger.