lawyerguruji

Aap sabhi ko triple talaq ke is 10 points ke bare mein janna chahiye -Everyone need to know about 10 points of Triple talaq

www.lawyerguruji.com

 Aap sabhi ko triple talaq ke is 10 points ke bare mein janna chahiye (Everyone need to know about 10 points of "Triple talaq'')

Lok sabha mein aj 28-december-2017 ko law minister  "Ravi shankar" dwara, "Triple Talaq" bill pesh kiya jisko ki bahumat ke sath lok sabha dwara parit kar diya gya hai. 
Ravi shankar ne muslim women ( marriage protection right) 2017 ko womens ke nyay (justice) aur samman(respect) dene ke pryas rop me batya tha. August mein five judges constitution Bench ne decision sunaya tha ki instant triplr talaq jo ki ek vivah ko galat tarike se samapt karta hai vo unconstitutional tha.
 Aap sabhi ko triple talaq ke is 10 points ke bare mein janna chahiye (Everyone need to know about 10 points of "Triple talaq'')


Three year ki punishment ka pravdhan.
 Pass hue "Triple Talaq" bill ke anusar kisi bhi vyakti dwara "talaq ka koi bhi tarika" chahe vo kisi bhi form mei ho :
  1. Electronic medium se talaq diya gya ho.
  2. Written mein diya gya ho. 
  3. Oral mein diya gya ho. ye sabhi illegal honge.
Is bill me punishment ka bhi pravdhan hai yadi koi muslim apni patni ko in tariko se talaq deta hai ya talaq dene ka pryas karta hai to us vyakti ko adhiktam three year ki imprisionment ki sja di jayegi.

10 points of "Triple Talaq".
  1. Supreme Court ki five judges bench ne triple talaq ke case ko padhne ke bad 3:2 voting ke sath is triple talaq ko void aur illegal bataya.
  2. C JII SI khehar aur Justice Nazeer ne kaha ki triple talaq ek fundamental right hai, Jabki teen  anya judges  Justice  Kurian joseph ,R M Nariman, aur U U lalit ne kaha ki yah fundamental right nahi hai.
  3. Jsutice R M Nariman, Justice U U lalit aur Justice Kurian joseph ne triple talaq ko unconstitutional kaha hai.
  4.  Supreme Court ne muslim vyakti ko Six month ka stay diya hai jo ki apni patni ko "Instant triple talaq ke madhyam se talaq dete hai.
  5. Supreme Court ki five judegs ki bench ne Parliament ko six month stay par law banane ko bhi kaha hai.
  6. Supreme court ne kaha ki yadi six month stay par in six month par agr koi law nahi banta to supreme court ke adesh (injunction) jari honge.
  7. Supreme Court ki five judges bench ne Islami Country mein triple talaq ke unmullan( abolition of triple talaq) ka ullekh kiya aur pucha ki  why can't independent India get ride of it.
  8. Supreme Court ki five judegs ki bench ne kaha ki "Triple Talaq" muslim women's ke fundamental right ko violate karti hai kyoki yah irrevocably tarike se kisi vivah ko samapt(end) karti hai.
  9. Justice Joseph ne kaha ki dharmshastra mein kya sach nahi ho sakta kya kanoon dwara protect nahi kiya ja sakta.
  10. Justice Nariman aur Justice Lalti ne kaha ki turant rtalaq dena unconstitutional hai.
Is bill ke pass hote time kuch question bhi puche gaye hai.
1.Yadi pati jail me hai ,to  vah maintenance kese dega. 

2.Baccha kiske pass rhega Husband ya wife ke pass?

Triple Talaq ke is bill mein kaha gya ki Triple Talaq victim women ko hi uska baccha milega.
Mahila apna aur bacche ka pura kharcha pa sakti hai.
Ek Magistrate husband ki income ko dhyan rakhte hue is maintenance ki rashi ka decision karega. 

Jail ki sja par sarkar ne kaha.
Sarkar ne kaha ki court independ hai ki vah vyakti to jamanat (bail) par riha kar sakti hai.Iske alawa magistrate bhi independ hai ki vah kam se kam period ke liye jail me bhej sakta hai.

No comments:

lawyer guruji ब्लॉग में आने के लिए और यहाँ पर दिए गए लेख को पढ़ने के लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद, यदि आपके मन किसी भी प्रकार उचित सवाल है जिसका आप जवाब जानना चाह रहे है, तो यह आप कमेंट बॉक्स में लिख कर पूछ सकते है।

नोट:- लिंक, यूआरएल और आदि साझा करने के लिए ही टिप्पणी न करें।

Powered by Blogger.